Wednesday, April 7, 2010
bhartiye rail aur bhartiya janta
bhartiya rail mein kya aap yatra kiye hai. agar ha.to aap kya en samasayo se sanama kiye hai.resevation,aap line me khare hai first din subah aath baje line aata noo baje reservation full.wohi milta hai ek dalal aur gurranty se deta hai conform ticket badale me leta hai 100,200,ya 500 rupaya aur ticket conform la deta hai.sab bharstachar aur milibhagat hai dalal r.p.f. reservation clerk,s.m,ki. aapke pas paisa hai,de dete hai. kisi ke pas nahi hai parantu use aapse jyada jaruri hai kisi bimar ko dusare jagah elaj ke liye le jana. aisa jaruri aap ki v par sakta hai, parantu bharstahar ke karan reservation nahi milega.kaisa mahsus karenge.us samay gali denge.jara sochiye ,aur ye upay kare.jarur bharstachar khatam karne me madad karenge.upay(1) R.P.F.ko ticket dalal ,reservation clerk ,ke bare mai likhit suchana de usme ticket ka purna bibran, wo samay jab aapko ticket nahi mila par dalal confirm ticket diya,kyoki dalal khud form varega sabut hoga.yad rakhe R.P.F v paisa khata hai en illigal ticket dalalo se.isliye D.G.R.P.F.new delhi rail bhawan v likhe. agar najdik ka r.p.f officer aapko samajhane ya comromise karane ka prayas karata hai to samjhe unhe v mahina milta hai.eske bad aap apni sikayat ki karbai ke bare me jankari ke liye .public information officer railway board,rail bhawan,new delhi,ko sade kagaj par puri likhakar sari jankari mange, sath me 10 rupya ka postal ordar jarur de. jabab nahi milata hai to fist aapil authority ko aapil kare, fir v nani jabab milta hai second apil authority ko apil kare, agar fir v nahi milta to manwadhikar aayog ko aapil kare.ghabraye nahi, aap ek accha kam kar rahe hai,kuch kharch kuch paresani hogi parantu bahut logo ka bhala karenge aur sahi raste par chalne ko prerit karenge
Subscribe to:
Posts (Atom)